Hello Friends! How are you?
Welcome to JoyKaHelp Blog
Today I’m going to tell you how
to use your mobile phone as a computer mic also you can play PUBG with this
without any problem.
आज मैं आपको अपने मोबाइल फोन को एक कंप्यूटर माइक के रूप में उपयोग करने का तरीका बताना चाहता हूं ताकि आप बिना किसी समस्या के इसके साथ PUBG खेल सकें।
Use Mobile Phone As A Computer Mic For Play PUBG, Calling, Recording etc.
Requirements
Iske Liye aapko ek application
apne computer ke liye aur ek application apne mobile phone mein download karna
parega. Dono hi application ki link mein niche de dunga woha se pehle dono
application ko download karke install kar lijiye.
PC Download 👉 http://www.wirelessorange.com/womic/
Mobile Download 👉 Play Store Download Link
Download In Mobile
Aap chahe
to mobile application ko Playstore se bhi download kar sakte ho.
Play store pe jaake search ki jiye Wo Mic jo pehla application
aayega use install kar lijiye.
Download In Computer
Us link pe click karne ke baad aap WO MIC ke official download page pe
chale jayenge
1.
Woha pe aapko do
download link milega WO Mic Client & WO Mic Driver
2.
Aapko dono hi
download kar na padega
Security
Ye applications aur ye method aapke mobile phone aur computer dono ke
liye hi biluk Secure h.
‘Don't worry this method is safe’
Connect Options
Is application me aapko 4 tarike se connect karne ka option milega
1.
Bluetooth
2.
USB
3.
WIFI
4.
WIFI DIRECT
Agar aapke
computer mein Bluetooth hai to aap Bluetooth se connect kar sakte ho. Aap chahe
to USB se bhi connect kar sakte ho. Aur agar aapke pas Router hai to aap WIFI
ke saath bhi connect kar sakte ho.
How To Connect
Mere paas
Router hai isiliye mein aapko wi-fi ke saath hi connect karke dikhaunga agar
aapke paas wiifi aur Bluetooth kusch nahi hai to phir aap data cable ke saath
USB option se connect kar sakte ho.
1.
Apne mobile phone ko apne Wi-FI ke saath connect
ki jiye
2.
Phir apne phone mein WO Mic aap open kariye. Aur
is option pe touch ki jiye.
3.
Apne Computer mein WO Mic application open ki
jiye.
4.
Aur Phir Connection>Connect>Wi-Fi.
5.
Apne Phone mein jo IP Address dikha raha
hai use Computer me Server IP Address mein type ki jiye. Example
mera ip adrees hai (192.168.0.2)
6.
Type karne ke baad OK kar dijiye.
7.
And now it’s Connected.
Hope You
Like This Article.
Agar abhi bhi
aapko koi problem ho raha hai connect karne mein ya phir aapke manme koi bhi
question hai to aap comment ki jiye mein zarur aapka help karunga.
Share This
Article With Your Friends.
Daily Visit
My Blog For Latest Updates.
Follow By Blog For Daily Updates https://joykahelp.blogspot.com
Post a Comment